Tere Dil Mein Zara Si Jagah from Anokhi Ada Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Tere dil me zara si jagah agar mile
Tere dil me zara si jagah agar mile
Tere dil me zara si jagah agar mile
Kaisi jami phir mera kadam akash par mile
Tere dil me zara si jagah agar mile
Phir ye dunia chahe na mujhe sari umar mile

Paas aa tujhe apna bana lu sajna re sajna
Bah khol ke dil se laga lu sajna re sajna
Najro me tum ho sapno me tum ho
Tum ho man me phul se khile
Tere dil me zara si jagah agar mile
Phir ye dunia chahe na mujhe sari umar mile

Chal kahi chale ke bahar ka ye kahna hai kahna
Rang rang se ab sang sang rahna hai ranhna
Gali gali bahke rut rut mahke
Mahke aaj gale mil ke
Tere dil me zara si jagah agar mile
Kaisi jami phir mera kadam akash par mile

Kya kahu sajan dil bekarar kitna tha kitna
Tum mile mujhe mujhe intzar kitna tha kitna
Dekha tumhe jab se chahu tumhe tab se
Tab se tum pe ye dil jale
Tere dil me jara si jagah agar mile
Phir ye dunia chahena mujhe sari umar mile
Tere dil me jara si jagah agar mile
Kaisi jami phir mera kadam akash par mile
Phir ye dunia chahe na mujhe sari umar mile..

Song Details
Movie
Anokhi Ada
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Anokhi Ada

Gum Gayi Gum Gayi
Haal Kya Hai Dilon Ka
Jawani Tera Bol Bala
Sundari Aye Haye Sundari
Tere Dil Mein Zara Si Jagah

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)