Muskil me hai kaun kisika
Samjho is raz ko
Muskil me hai kaun kisika
Samjho is raz ko
Lekar apna nam kabhi
Tum khud ko awaz do
Muskil me hai kaun kisika
Samjho is raz ko
Lekar apna nam kabhi
Tum khud ko awaz do
Muskil me hai kaun kisika
Jeene ka na shok rahe to
Kya rakha hai jine me
Jeene ka na shok rahe to
Kya rakha hai jine me
Ek kaidi ki tarah pada hai
Kab se ye dil sine me
Pinjare ka darwaja todo
Panchhi ko parwaz do
Lekar apna nam kabhi tum
Khud ko awaz do
Muskil me hai kaun kisi ka
Samjho is raz ko
Muskil me hai kaun kisi ka
Dosto ye zindagi ek imathan hai
Dosto ye zindagi ek imathan hai
O jeene walo zindagi ko ek andaaz do
Jeena to mushkil hai marana asan hai
Lekar apna nam kabhi
Tum khud ko awaz do
Muskil me hai kaun kisika
Samjho is raz ko
Muskil me hai kaun kisika
Samjho is raz ko
Aur nahi to kam se kam
Itni to taklif karo
Logo ki tareefo me
Kabhi apni bhi tareef karo
Sabse to tum khush ho
Apne aap se kyu naraj ho
Lekar apna nam kabhi tum
Khud ko awaz do
Muskil me hai kaun kisi ka
Samjho is raz ko
Lekar apna nam kabhi tum
Khud ko awaz do..
Chal Aage Aur Dekh Peechhe |
Idhar Dehko Udhar Dekho |
Kitni Jaldi Yeh Mulaqat Guazar Jaati Hai |
Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka |