Bhool Bhulaiya Teri Ankhiyan from Amiri Garibi Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Bhool bhulaiya teri anhkiyan saiya
Rasta bhul gayi mai
Ho ghar jau kaise ghar jau kaise
Ghar jau kaise ghar jau kaise
Bhool bhulaiya teri anhkiyan saiya
Rasta bhool gayi mai
Ho ghar jau kaise ghar jau kaise

Mann pardeshi desh begana
Aage pichhe path anjana
Mann pardeshi desh begana
Aage pichhe path anjana
Na jane kis aur hai jana
Tham le meri baiya
Bhool bhulaiya teri anhkiyan saiya
Rasta bhool gayi mai
Ho ghar jau kaise ghar jau kaise

Dil ka shisha tod na jana
Dil ka shisha tod na jana
Dard se rishta jod na jana
Rashte me mujhko chhod na jana
Padu mai tore paiya
Bhool bhulaiya teri anhkiyan saiya
Rasta bhool gayi mai
Re ghar jau kaise o ghar jau kaise

Jaise phul ke andar khusbu
Jaise phul ke andar khusbu
Aise dil me aa gaye ha tum
Pyar nahi ye to hai jadu
O jadugar saiya
Bhool bhulaiya teri anhkiyan saiya
Rasta bhool gayi mai
Re ghar jau kaise o ghar jau kaise
Ghar jau kaise o ghar jau kaise
Bhool bhulaiya teri anhkiyan saiya
Rasta bhool gayi mai
Ho ghar jau kaise ghar jau kaise....

Song Details
Movie
Amiri Garibi
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
T-series
Singers
Alka Yagnik
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Amiri Garibi

Babul Bhi Roye
Bhool Bhulaiya Teri Ankhiyan
Budhi Ghodi Lal Lagaam
Tawaif Kahan Kisi Se

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)