Surahidar Gardan Koyel Si Hai Awaz from Aman Movie (Various Artists)

Suraidar gardhan koyal si hai awaz
Teri har ek baat par mujko hai bada naaz
Suraidar gardhan koyal si hai awaz
Teri har ek baat par mujko hai bada naaz

Kajal bhari ankhon me haya dekh raha hoon
Kajal bhari ankhon me haya dekh raha hoon
Masoon adaon me wafa dekh raha hoon
Masoon adaon me wafa dekh raha hoon
Miltey nahi duniya ke hasino me yeh andaz
Teri har ek baat pe mujko hai bada naaz
Suraidar gardhan koyal si hai awaz
Teri har ek baat par mujko hai bada naaz

Ayee thi khayalo main jo tasvir tu hi hai
Ayee thi khayalo main jo tasvir tu hi hai
Likhi hai lakiron me jo taqdeer tu hi hai
Likhi hai lakiron me jo taqdeer tu hi hai
Pehli hi mulakat main khul gaya sab raaz
Teri har ek baat pe mujko hai bada naaz
Suraidar gardhan koyal si hai awaz
Teri har ek baat par mujko hai bada naaz

Jis raha se guzrun tu mere saath rahegi
Jis raha se guzrun tu mere saath rahegi
Tu aakhri dham tak bhi mere paas rahegi
Tu aakhri dham tak bhi mere paas rahegi
Ab tera siva kaun banega mera hamraaz
Teri har ek baat pe mujko hai bada naaz
Suraidar gardhan koyal si hai awaz
Teri har ek baat par mujko hai bada naaz.....

Song Details
Movie
Aman
Artist
Various Artists
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Hasrat Jaipuri

Other Lyrics from Aman

Aaj Ki Raat Ye Kaisi Raat
Aayesuru aayesuru Mera Watan Japan
Ai Husn Pari Chehra
Aman Kaa Farishtaa
Apne Piya Ki Prem Poojaran
Barbad Hiroshima Ki Tasveer Dekh Lo
Surahidar Gardan Koyel Si Hai Awaz

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)