Apne Piya Ki Prem Poojaran from Aman Movie (Various Artists)

Apne piya ki prem poojaran
Karke baithi sringar
O aaj aaye piya more dwar
Ho aaj aaye piya more dwar
Apne piya ki prem poojaran
Karke baithi sringar
O aaj aaye piya more dwar
Ho aaj aaye piya more dwar

Jab jab unko samane pau
Apne hriday ka phool chadhau
Jab jab unko samane pau
Apne hariday ka phool chdhau
Un charano par sab kuchh arpan
Ankhiya minchu aur kho jau
Apne piya ki prem poojaran
Karke baithi sringar
O aaj aaye piya more dwar
Ho aaj aaye piya more dwar

Dur se dekhu lage sapna
Paas se dekhu lage apna
Dur se dekhu lage sapna
Paas se dekhu lage apna
Jan gayi main ankhiyan bhasha
Sikh gaya mann khud hi dhadakna
Apne piya ki prem poojaran
Karke baithi sringar
O aaj aaye piya more dwar
O aaj aaye piya more dwar

Meri unki ek kahani
Janam janam ki preet purani
Meri unki ek kahani
Janam janam ki preet purani
Un bin mora jeevan patjhad
Sath rahe to duniya suhani

Apne piya ki prem poojaran
Karke baithi sringar
O aaj aaye piya more dwar
Ho aaj aaye piya more dwar
Apne piya ki prem poojaran
Karke baithi sringar
O aaj aaye piya more dwar
O aaj aaye piya more dwar

Song Details
Movie
Aman
Artist
Various Artists
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Hasrat Jaipuri

Other Lyrics from Aman

Aaj Ki Raat Ye Kaisi Raat
Aayesuru aayesuru Mera Watan Japan
Ai Husn Pari Chehra
Aman Kaa Farishtaa
Apne Piya Ki Prem Poojaran
Barbad Hiroshima Ki Tasveer Dekh Lo
Surahidar Gardan Koyel Si Hai Awaz

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Maula (Jism 2)
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Baby Se Babydoll (Gippi)