Duniya Ek Kahani Re Bhaiya from Afsana Movie (Various Artists)

Dooniya ek kahani re bhaiya, dooniya ek kahani
Dooniya ek kahani re bhaiya, dooniya ek kahani
Tune kahe dee maine kahe dee dooniya ek kahani
Iss dooniya ke mele me koyi raja hai koyi rani
Dooniya ek kahani re bhaiya dooniya ek kahani
Dooniya ek kahani re bhaiya dooniya ek kahani

Iss mele me har jit hai aur mele kaa mel
Iss mele me udan khatole hathi ghode rel
Kanhi hindole kanhi tamashe tarha tarha ke khel
Iss mele me pana khona jiwan behta pani
Re bhaiya dooniya ek kahani
Re bhaiya dooniya ek kahani
Dooniya ek kahani re bhaiya dooniya ek kahani

Hariyal lelo pariyal lelo lelo chanda tara
Aao chunnu aa o munnu
Aao chunnu aa o munnu lelo naya gubbara
Munniya rani hame bata do kya hai nam tumhara
Kas ke dor pakdana bitiya mat karna nadani
Iss dhage me bandhi rahegi teri prit purani
Re bhaiya dooniya ek kahani
Re bhaiya dooniya ek kahani
Dooniya ek kahani re bhaiya dooniya ek kahani

Aaj yahan kal kaha hame le jayeyegi taqdir
Koun kahe kis kee ankho me kab bhar aaye nir
Ek bar jo isee prit kee mitati nahee lakeer
Ek bar jo isee prit kee mitati nahee lakeer
Bhul naa ja naa bhatak naa ja naa maya ani jani
Re bhaiya dooniya ek kahani
Re bhaiya dooniya ek kahani
Dooniya ek kahani re bhaiya dooniya ek kahani..

Song Details
Movie
Afsana
Artist
Various Artists
Music Directory
Husnlal Batish, Bhagatram Batish
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Saraswati Kumar Deepak

Other Lyrics from Afsana

Aaj Kuchh Aisi Chot Lagi Hai
Chaupati Pe Kal Jo Tujh Se
Duniya Ek Kahani Re Bhaiya
Khushiyon Ke Din Manaaye Jaa
kismat Bigdi Duniya Badli
Muhabbat Ka Dono Ke Dil Par
Tere Khayal Mein Bachpan Ki
Woh Aaye Baharein Laye
Woh Paas Bhi Rahkar Paas Nahin

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Maula (Jism 2)
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Baby Se Babydoll (Gippi)