Aaj Kuchh Aisi Chot Lagi Hai from Afsana Movie (Various Artists)

Aaj kuchh aisi chot lagi hai
Toot gaya paimana dil ka
Toot gaya paimana
Koyi nahin duniya mein apnaa
Kaun sune afsaana
Dil kaa kaun sune afsaana

Yaad mein jiski din beete hain
Jiske sahaare ham jeete hain
Jiske sahaare ham jeete hain
Yaad mein jiski din beete hain
Jiske sahaare ham jeete hain
Jiske sahaare ham jeete hain
Aaj usi ne thukraya hai
Pyaar bhara nazrana dil ka
Pyaar bhara nazarana
Aaj kuchh aisi chot lagi hai
Toot gaya paimana dil ka
Toot gaya paimana

Kaisa shikwa kiski shikaayat
Dekh liya anjaam e mohabbat
Dekh liya anjaam e mohabbat
Kaisa shikwa kiski shikaayat
Dekh liya anjaam e mohabbat
Dekh liya anjaam e mohabbat
Aap hi apni aag mein jal kar
Khaaq huaa parwaana dil ka
Khaaq huaa parwaana
Aaj kuchh aisi chot lagi hai
Toot gaya paimana dil ka
Toot gaya paimana..

Song Details
Movie
Afsana
Artist
Various Artists
Music Directory
Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Asad Bhopali

Other Lyrics from Afsana

Aaj Kuchh Aisi Chot Lagi Hai
Chaupati Pe Kal Jo Tujh Se
Duniya Ek Kahani Re Bhaiya
Khushiyon Ke Din Manaaye Jaa
kismat Bigdi Duniya Badli
Muhabbat Ka Dono Ke Dil Par
Tere Khayal Mein Bachpan Ki
Woh Aaye Baharein Laye
Woh Paas Bhi Rahkar Paas Nahin

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)