Abhi Kamsin Ho Nadaan Ho from Aaya Toofan Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Abhi kamsin ho nadaan ho janejana
Abhi kamsin ho nadaan ho janejana
Kya karogi mera dil
Tod dogi mera dil
Pahle sikho dil lagana
Abhi kamsin ho nadaan ho janejana

Bahut haisin ho thahro sabab aane do
Sarir aankho me sarmo hizab aane do
Tumhare samne phir besumar dil honge
Dil honge
Jaha bhi jaogi sadke hazar dil lhonge
Aane wala hai ha aanae wala hai
Ab aisa katil jamana
Abhi kamsin ho nadaan ho janejana
Abhi kamsin ho nadaan ho janejana

Gunah therega sabse najar milana bhi
Banega julm kisi din ye muskurana bhi
Kabhi jo dil ki kasak
Dard ban ke ubharegi
Ubharegi
Tadap tadap ke sabe intzar gujregi
Koi puchhega
Koi puchhega jab kya karogi bahana
Abhi kamsin ho nadaan ho janejana
Abhi kamsin ho nadaan ho janejana
Kya karogi mera dil
Tod dogi mera dil
Pahle sikho dil lagana
Abhi kamsin ho nadaan ho janejana..

Song Details
Movie
Aaya Toofan
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Asad Bhopali

Other Lyrics from Aaya Toofan

Aapne Kya Kaha
Abhi Kamsin Ho Nadaan Ho
Hum Pyar Kiye Jayenge
Tohar Naam Lai Ke Chhoda Hai Zamana
Zara Sambhalna Meri Jaan
Zindagi Mein Aaya Toofan

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)