Mere Gore Galon Ka from Aashiq Hoon Baharon Ka Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Mere gore ghalo ka reshami balo ka
Rang ka fika padh gaya
Be tere ishq ka rang chad gaya ho o
Mere gore ghalo ka ho o
Mere gore ghalo ka reshami balo ka
Rang ka fika padh gaya
Be tere ishq ka rang chad gaya ho o
Mere gore ghalo ka

Dekha tere naino ke darpan me chehra to
Khud ko nahi pahchani haye
Aa gayi mujhpe jawani
Dekha tere naino ke darpan me chehra to
Khud ko nahi pahchani haye
Aa gayi mujhpe jawani
Dekhe balam mai kitna badal gayi
Sharam ke mare meri jaan nikal gayi

Mere gore ghalo ka reshami balo ka
Rang ka fika padh gaya
Be tere ishq ka rang chad gaya ho o
Mere gore ghalo ka

Pardesi gajaro ki kaliyo se
Aati hai desh ke phjulo ki khusbhu
Haye haye aisa kiya tune jaadu
Pardesi gajaro ki kaliyo se
Aati hai desh ke phjulo ki khusbhu
Haye haye aisa kiya tune jaadu
Kaha se kaha mai chali
Gayi bato bato me
Ye sab hua bato bato me

Mere gore ghalo ka reshami balo ka
Rang ka fika padh gaya
Be tere ishq ka rang chad gaya ho o
Mere gore ghalo ka..

Song Details
Movie
Aashiq Hoon Baharon Ka
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Polydor
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Aashiq Hoon Baharon Ka

Aashiq Hoon Baharon Ka
I Am In Love
Mashriq Se Jo Aaye
Mere Gore Galon Ka
Tera Dil Kya Kehta Hai

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)