Hum To Garib Hai from Aap Beati Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Hum to garib hai hum to garib hai
Humse garib tum ho
Hum to garib hai hum to garib hai
Humse garib tum ho
Apno ko apna kah nahi sakte
Hum ye kahe bina rah nahi sakte
Itne badnasib tum ho
Hum to garib hai hum to garib hai
Humse garib tum ho
Hum to garib hai hum to garib hai
Humse garib tum ho

Chota bada koi paise nahi hota,
Dil se hota hai
Chota bada koi paise nahi hota,
Dil se hota hai
Paise walo me koi dilwala
Mushkil bada hota hai
Chote ya tum ya log bade ho
Apno se kitne dur khade ho
Gairo ke karib ho
Hum to garib hai hum to garib hai
Humse garib tum ho
Hum to garib hai hum to garib hai
Humse garib tum ho

Ache bure juthe sache kitne
Insano ko dekha hai
Ache bure juthe sache kitne
Insano ko dekha hai
Par pahali baar ik jagah pe itne
Bemano ko dekha hai
Chehro ka rista kam janti hu
Kapdo se sabko pahchanti hu
Aadmi agib tum ho
Hum to garib hai hum to garib hai
Humse garib tum ho
Hum to garib hai hum to garib hai
Humse garib tum ho

Song Details
Movie
Aap Beati
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Anuradha Paudwal
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Aap Beati

Hum To Garib Hai
Meri Dilruba Mere Paas Aa
Mushqil Se Thodi Si Baat Hoti Hai
Neela Peela Hara Gulabi

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)