Woh Ek Haseen Ladki from Aakraman Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Eye hamnasi ek lazmi ati hai yaad bhuli nahi
Woh ek haseen ladki jo bas lazwab thi
Woh ek haseen ladki jo bas lazwab thi
Achhi thi wo badi achhi thi
Wo magar meri kismat kharab thi
Achhi thi wo badi achhi thi
Wo magar meri kismat kharab thi
Woh ek haseen ladki jo bas lazwab thi
Achhi thi wo badi achhi thi
Wo magar meri kismat kharab thi

Jis wakt wo gayi dil hua rang se bojhal
Dil hua rang se bojhal
Jis wakt wo gayi dil hua rang se bojhal
Dil hua rang se bojhal
Us wakt samne padi thi mej pe bottal
Padi thi mej pe bottal
Bottle lagayi muh se bottle lagai muh se
Usme sarab thi hay
Achhi thi woh badi achhi thi
Wo magar meri kismat kharab thi
Wo ek hasin ladki jo bas lazwab thi
Achhi thi woh badi achhi thi wo
Magar meri kismat kharab thi

Woh char mulakato se
Main aage na badh saka
Main aage na badh saka
Woh char mulakato se
Main aage na badh saka
Main aage na bad saka
Aisi thi koi baat jise main na pad saka
Jise main na pad saka
Aisi thi koi baat jise main na pad saka
Jise main na pad saka
Chehre pe uske likhi ha
Chehre pe uske likhi hui ek kitab thi
Achhi thi wo badi achhi thi wo
Magar meri kismat kharab thi
Wo ek hasin ladki wo hasin ladki
Jo bas lazwab thi
Achhi thi wo badi achhi thi
Wo badi achhi thi
Wo Magar meri kismat kharab thi..

Song Details
Movie
Aakraman
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Aakraman

Chhoti Umar Mein
Dekho Veer Jawanon
Fauji Gaya Jab Gaon Mein
Qawwali Gaayenge
Woh Ek Haseen Ladki
Yeh Mausam Aaya Hai

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)