Aisa Na Ho Ke from Aakhri Daao Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Aisa na ho ke in waadiyon mein
Main kho jaaun
Aisa na ho ke in waadiyon mein
Main kho jaaun
Aur tum mujhe dhoondha karo
Aur main kabhi mil na paaun
Aisa na ho ke in waadiyon mein
Main kho jaaun

Aayinagar mujhko nazar jheelon ke
Jhilmil darpan mein tum
Aayin agar mujhko nazar jheelon ke
Jhilmil darpan mein tum
Milne gale jaaungaa main
Ho jaaunga jalwon mein gum
Aur tum mujhe aawaaz doo
Laut kar main na aaun
Aisa na ho ke in waadiyon mein
Main kho jaaun

Ye dhundh kya jaise dhuaan
Meri hi aahon se paida hua
Ye dhundh kya jaise dhuaan
Meri hi aahon se paida hua
Aashiq hoon main wo dil jala
Lekin tumhi pe shaida hua
Dekha karo chaaron taraf
Aur main kahin chip na jaaun
Aisa na ho ke in waadiyon mein
Main kho jaaun
Aur tum mujhe dhoondha karo
Aur main kabhi mil na paaun
Aisa na ho ke in waadiyon mein
Main kho jaaun
Main kho jaaun
Main kho jaaun..

Song Details
Movie
Aakhri Daao
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal),Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Polydor Records
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Hasrat Jaipuri

Other Lyrics from Aakhri Daao

Aisa Na Ho Ke
Allah Meri Khair Ho
Jhuthe Sang Pyar Kiya
Tum Sang Preet Lagai

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)