Tha Wo Bhi Kya Zamana from Aaj Ka Mahaatma Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Tha woh bhi kya zamana
Yaad hai din yaad se milne ki
Jab aati thi raat
Are jagte rahte the do dil
Aur so jati thi raat
Haye hizar ke sikwe karte
Rote rote has padte
Der tak deewano ki si
Baate karte rahte hum
Aahe tha kya zamana khuda ki kasam
Sabse to unki thi pehchan dur ki
Hamse tha dostana khuda ki kasam
Hamse tha dostana khuda ki kasam
Aahe tha kya zamana khuda ki kasam

Na puchho na haye haye
Na puchho ke afat ki thi ek nisani
Hamari najar aur kisi ki jawani
Hamari najar aur kisi ki jawani
Mulakat ko har jatan kar gujarte
Magar dil dhadkate jamane ke dar se
Magar dil dhadkate jamane ke dar se
Andheri gali unchi nichi dagar
Churaye badan aur bachaye najar
Are har kadam thokre chala
Are lagta tha kya suhana khuda ki kasam
Are lagta tha kya suhana khuda ki kasam
Aahe tha kya zamana khuda ki kasam

Idhar aa haye haye idhar aa
Hasina tujhe hum bataye
Yahi husan tha aur yahi thi adaye
Yahi husan tha aur yahi thi adaye
Isi julf ki chaw me ji chuka hu
The aise hi lab jinka ras pi chuka hu
The aise hi lab jinka ras pi chuka hu
Wo surat abhi tak yaad hai
Jise mera ishk barbad hai
Koi bhula de magar mere waste
Are muskil hai bhul jana khuda ki kasam
Are muskil hai bhul jana khuda ki kasam..

Song Details
Movie
Aaj Ka Mahaatma
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Aaj Ka Mahaatma

Chandni Chand Se Hoti Hai
Tha Wo Bhi Kya Zamana
Tum Aise Kahan Tak Chupoge

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)