Aaj Purani Raaho Se from Aadmi Movie (Naushad Ali)

Aaj purani raahon se, koyi mujhe aawaaj na de
Aaj purani raahon se, koyi mujhe aawaaj na de
Dard mein dube geet na de, gham ka sisakta saaj na de
Dard mein dube geet na de, gham ka sisakta saaj na de

Beete dino ki yaad thi jiname, main woh taraane bhul chuka
Aaj nayi manzil hai meri, kal ke thikaane bhul chuka
Na woh dil na sanam, na woh din dharam
Abb door hoon sare gunaaho se
Aaj purani raahon se, koyi mujhe aawaaj na de

Toot chuke sab pyar ke bandhan, aaj koyi janjir nahi
Sheesha-e-dil mein armaano ki, aaj koyi tasvir nahi
Abb shaad hoon main, aazad hoon main
Kuch kaam nahi hai aaho se
Aaj purani raahon se, koyi mujhe aawaaj na de
Dard mein dube geet na de, gham ka sisakta saaj na de

Jivan badala duniya badali, mann ko anokha gyaan mila
Aaj mujhe apne hi dil mein ek naya insaan mila
Pohuncha hoon wahaan nahi door jahaan
Bhagvaan bhi meri nigaaho se
Aaj purani raahon se, koyi mujhe aawaaj na de..

Song Details
Movie
Aadmi
Artist
Naushad Ali
Music Directory
Naushad Ali
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Shakeel Badayuni

Other Lyrics from Aadmi

Aaj Purani Raaho Se
Kaari Badariyaa Maare
Kaisi Haseen Aaj
Kal Ke Sapane Aaj Bhee Aana
Main Tuti Hui Ek Naiya Hu
Na Aadami Ka Koyi Bharosa

Other popular Lyrics by Naushad Ali

Aayi Re Holi Aayi (Aawaz De Kahan Hai)
Bhole Bhaale Se (Aawaz De Kahan Hai)
Suhani Raat Dhal Chuki (Dulari)
Takra Gaya Tumse Dil Hee To Hai (Aan)
Aaja Meri Barbaad Muhabbat (Anmol Ghadi)
Aaya Mere Dil Mein Tu (Dastan)
Ab Kaun Hai Meraa (Anmol Ghadi)
Dil Mein Chhupake Pyar Ka (Aan)
Gham Diye Mustaqil (Shahjehan)
Hum Dard Ka Afsana (Dard)