Mere Miyan Gaye England from Rangoon Movie (Vishal Bhardwaj)

Ha ha ha…

Mere miyan gaye england
Oye oye oye hoye..
Miyan re, miyan re, miyaan…

Mere miyan gaye england
Baja ke band
Na jaane kahaan karenge land
Ke hitler chaunke na
Ke hitler chaunke na
Ji hitler chaunke naa…
Hitler chaunke na

Mere miyan gaye england
Oye oye oye oye…

Mere miyan gaye england
Baja ke band
Na jaane kahaan karenge land
Ke hitler chaunke na
Ke hitler chaunke na
Ji hitler chaunke naa…
Hitler chaunke na

Ha ha ha…
Miyan re, miyan re, miyan re, miyaan…

Udan khatole mein saiyaan
Jo pehli baar ude
Aasmaan mein chaand pakad ke
Jhapp se kood pade

Oye hoye hoye hoye hoye…

Udan khatole mein saiyaan
Jo pehli baar ude
Aasmaan mein chaand pakad ke
Jhapp se kood pade

Gire jo paris mein
To eiffel tower hai
Bacha lega unko
Khuda mein power hai

Arrey sar ke saare baal ud gaye
Lagte hain …

Ke churchill chaunke na
Ke churchill chaunke na
Ji churchill chaunke na
Ke churchill chaunke na

Saat samundar paar gaye
Par paanv nahi bheege
Aise bhaaje huve piya hain
Aji gaanv nahi bhoole

Jo utre kheton mein
Wahin par padi hoon main
Jahaan par milte the
Wahin par khadi hoon main

Aji itna hai bas bhool na jayein
Mera bus stand

Conductor chooke na
Conductor chooke na
Conductor chooke na
Driver chaunke na!

Mere miyan gaye england
Oye hoye oye hoye…
Mere miyan gaye england
Bajaa ke band
Na jaane kahan karenge land

Ke hitler chaunke na
Ke hitler chaunke na
Ji hitler chaunke na
Hitler chaunke na...

Song Details
Movie
Rangoon
Artist
Vishal Bhardwaj
Music Directory
Vishal Bhardwaj
Music Label
T-Series
Singers
Rekha Bhardwaj
Lyricist
Gulzar (Sampooran Singh Kalra)

Other Lyrics from Rangoon

Alvida
Be Still
Bloody Hell
Chori Chori
Ek Dooni Do
Julia
Mere Miyan Gaye England
Shimmy Shake
Tippa
Yeh Ishq Hai
Yeh Ishq Hai
Yeh Ishq Hai (Female)

Other popular Lyrics by Vishal Bhardwaj

Khamakha (Matru Ki Bijlee Ka Mandola)
Totey Ud Gaye (Ek Thi Daayan)
Carbon Copy (Drishyam)
Chor Police (Matru Ki Bijlee Ka Mandola)
Chupdi Chachi (Chachi 420)
Dum Ghutta Hai (Drishyam)
Lautungi Main (Ek Thi Daayan)
Badal Uthiya (Matru Ki Bijlee Ka Mandola)
Alvida (Bhagmati)
Kajrare Naina Wali (Chupke Se)