Duniya laut gayi

Duniya laut gayi
Duniya laut gayi mera gam dekhkar jaise lauti hai lehre kinar dekhkar mere janajeko kanda na dena dost ki main jinda na ho jaun tera sahara dekhkar.
  

Jan, 23 2012     148 chars (1 sms)     993 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Ek alag si pehchan banàne ki aadat hai Hùme Zakhm hö jitna gehra utna muskurane ki adt hai Hùme Sab kùch luta dete hai Dösti me Q k Dösti nibhane ki adat hai hume
Dosti ka daman kabhi na tute,tum humse hum tumse kabhi na roothe,Is kadar dosti ko nibhayenge ki,ye dhadkane khamosh ho jaye par ye dosti na tute.
Pyaar karna hme bhi sikha do zara,Apne dil ke kone mey humko bethalo,Hum aap ke dil mein hai ke nahi,Hontho se na sahi "S_M_S" karke hi batta do jara..
Marne ke bad hamare nasib me jannat ho na ho, Ye hava ye fiza ho na ho, Are dost zinda ho to *sms* bhejo, Kya pata hamari kabra pe coverage ho na ho.
Kashtiya dub jati he uthle hue samander me,Dosti rang lati hai tute hue waqt me.Milta nahi nadion ka kinara,Par salamat rahe DOSTANA hamara.
Ajnabi Rishto Ka Naam He Dosti,Har Gum Ki Dawa He Dosti,Dost Bichad Jaye To Rota He Dil,Magar Dosti Tut Jaye To Roti He Zindagi.
Aasman humse naraaz hai…..?? Taaron ka gussa behisaab hai.! Vo sab humse jalte hain, kyunki Chand se behtar DOST hamare paas hai.
Dur tum kitne bhi chale jao, mere paas hameshA tum rahoge Phool murjha jaaye chahe saare, Tum mere dil me fir bhi khilte rahoge
Muskurao aap toh phul khil jaye,bante karo toh dil machal jaye,Itni dilkash hai aap ki dosti,Dost toh kya dushman B aap par fida ho jaye.
Band aakhon se dhekna adat h tmhri...Muh se kuch na khna adat h tumhri..Mar gaye inhi adayo pe hum..ye dosti h janha me sabse pyariii...
Yah dosti chirag hai isse jalaye rakhana yah dosti gul hai isse khilaye rakhana Hum rahe na rahe iss jahan main Bus hamari yaad dil me basaye rakhana
Paigam to ek bahana tha, Irada to apko yaad delana tha, Aap yaad kre ya na kre koi baat nahi, Par aapki yaad aati hai bas itna hi btana tha.