Mom: Beti badi ho kar kya karogi? Beti: Kuch nahin... Maan banungi, padhungi, shaadi karungi... aur kya? Mom: Jo karna hai karo par zara serial order mein karna.
In a train compartment husband: Darling, mujhe to tumhari aatma se pyar hai, tumhare jism ki mujhe koi chah nahin. Main tumhari rooh ko chahta hoon, tumhara shareer to main kutton ko daal doon. Banta sitting on upper berth says: BOW BOW