Heights of laziness: Boy-Papa 1glass pani dedo. Papa-Khudlelo. Beta-Plz dedo. Papa-Ab manga to thappad dunga. Beta-Jab thapad dene aaoge to pani lete aana.
Bahu: Maan ji, yeh abhi tak nahin aaye, kahin kisi dusri ladki ke saath... Saas: Arey kalmuhi, tu hamesha ulta kyun sochti hai? Aisa bhi to ho sakta hai ki kisi truck ke neeche aa gaya ho
Himesh ka kutta ghar se bhag gya.Dusre kutte ne usse pucha-yar tune woh ghar kyun choda?usne kaha-yar rat ko gane ki prctis wo karta h,subah log muje marte hai.