One day to go

One day to go
One day to go... Holi aane mein... happy bath anniversary and HAPPY HOLI to U...
  

Jan, 14 2012     80 chars (1 sms)     1147 views       Festival > Holi

more Holi SMS Messages

Rangon Ke Tyohar Me Sabhi Rangon Ki Ho Bharmar,Dher Saari Khushiyon Se Bhara Ho Aapka Sansar,Yahi Dua hai Bhagwan Se Hamari Har bar.
Holi ke rang bikhar jayenge,Sang doston ke hum bhi bheeg jayenge, Holi main aur bhi masti ka rang hoga,Hamara aur aapka jab sang hoga. Happy Holi
Khaa key gujiya, pee key bhaang, laaga k thora thora sa rang, baaja ke dholak aur mridang, khele holi hum tere sang. HOLI MUBARAK
Mohabat ka rang,Pichkari ki puhaar,Suraj ki kirne , khushiyo ki bahar,Chand ki chandni,Aapno ka pyaar, mubarak ho aapko "holi"ka tyohaar.
Apne rang mein rang do unko, chehra jinka bhata tumko, Gulal to 1 bahana hai, unke karib jane ka, Hum to kab k rang chuke, jabse unke nayan juke, rang, gulab aur prit ki holi,khushi, mauj aur ikrar ki holi, aaj saji rangoli hai, rango mein semti holi hai, khushi mein dubi holi hai, bura na mano holi hai. HOLI MUBARAK.
Pyar ke rang se bharo pichari,sneh k rang se rang do dunya sari,ye rang n jane koi jaat n koi boli,apko advance me mubark ho apno ki ye HOLi
Rangon se bhi rangeen zindagi hai humari, rangeeli rahe yeh bandagi hai humari, kabhi na bigde ye pyar ki rangoli, aye mere yaar aisi HAPPY HOLI.
Puranmashi ka chand,chand se uski chandni boli, khushion se bhare sabki jholi, MUBARAK ho apko pyari HOLI.
Lal gulabi rang hai jhum rha Suraj ki kiranKhushiyon ki baharChand ki chandniApno ka pyarShubh ho apko yeRangon ka tyohar."Happy Holi".
May God spray colors of success and prosperity over you and your family...WISH YOU A HAPPY HOLI.
Khana Pina Rang Udana Is Rang Ki Dhundh me hame na bhulana. Git Gao Khusiya manao Bolo mithi boli hamari tarafse Aapako HAPPY Holi
One day to go... Holi aane mein... happy bath anniversary and HAPPY HOLI to U...