Apne rang mein rang do unko, chehra jinka bhata tumko, Gulal to 1 bahana hai, unke karib jane ka, Hum to kab k rang chuke, jabse unke nayan juke, rang, gulab aur prit ki holi,khushi, mauj aur ikrar ki holi, aaj saji rangoli hai, rango mein semti holi hai, khushi mein dubi holi hai, bura na mano holi hai. HOLI MUBARAK.
Jan, 14 2012
319 chars (2 sms)
836 views
Festival > Holi
Yaro ne Dil ka haal batana chod diya. humne bhi gaharai me jana chod diya. abhi to HOLI aane me ek din baaki he aapne abhi se NAHANA kyon chod diya. ''HAPPY HOLI''. Wishing u a Happy Holi
Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai, Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai, Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein, Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai
Sher chupkar shikar nhi karte. Sherdil peeth pe war nhi karte. Aur JOHNY hum wo he jo "HAPPY HOLI" kahne k liye holi ka intzar nhi karte HAPPY HOLI IN Adv.
Dil Sapno se HOUSEFUL hai, Poore honge wo doubtful hai, Is Duniya me har Chiz Wonderful hai, Par Zindagi aap jaise logo se HI COLOURFUL hai... Happy Holi