Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani, Karde maaf hum logo ki sare Naformani, Eid Ka din aj aao milke kare yahi wada, Khuda ka hi raaho mein hum chalange sada. Sabko EID MUBARAK
Sada haste raho jaise haste hain phool, Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool, Charo taraf phalao khushion ka geet, Eisi ummid ka sath Yaar tumhe...MUBARAK ho EID.
Badlon se ghani rat.Fir bi dikhega chand.Aaj Wahi kholega ab sab k dil k raj.Apni dua abi mang lo "EID" hai.Wo sunega sabki awaj.EID*MUBARAK. U & your family.
Isse pehle k EID ki sham ho jaye,Mubarkbad ka silsila aam ho jaye,Bheed mein shamil hamara bhi naam ho jaye,Kyon na EID ka abhi se SALAM ho jaye.HAPPY EId
May Allah this occasion flood your life with happiness,ur heart with love,ur soul with spirtual, ur mind with wisdom,wishing u a very Happy Eid Mubarik
Nazar ka chain dil ka suroor hote hai kuchh aise log jahan me zarur hote hai sada chamakta rahe unki Eid ka tehwaar Qareeb rehke bhi jo hum se dur hote Hai.....