Intezaar rehta har

Intezaar rehta har
Intezaar rehta har shaam tera, raatein katati hain le-le kar naam tera... Muddat se baithe hain yeh aas paale, Ki aaj aayega koi paigaam tera....
  

Feb, 01 2012     145 chars (1 sms)     994 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Nazar se dur rehne walo ne mujhe dil se b dur kar dia,kabhi wada kiya tha mujhe hamesha hasane ka,aaj uski yadone rone k liye majbur kr diya
Bin Tere Sajni Guzara Nahi Hoga,Koi Itna Dunia Me Pyara Nahi Hoga.Dilo K Saudagr Milne K Liye Betaab Hai,Magar Ye Ankho Ka Sauda Dubara Nhi Hoga.
Betab tamnnao ki kasak rahne do, manzil ko pane ki lalak rahne do, aap bhale hi raho door nazro se, par band ankhon me apni jhalak rahne do.
Aksar Ati Nahi Woh Sham, Jiska Hota Hai Intezar; Aksar Fizain Loot Leti Hai, Khilti Kaliyon ka Khumar; Aksar Kho Jate Hain Log, Jinse Ho Jata Hai Pyar.
Wo na Aye unki yad akar wafa karGai Unse milne ki tamanna Sukun tabah karGai Ahat hui socha asar Dua kar Gai Darvaja khola to dekha mazak Humse hawa kar gayi
Jab koi paigam diye nahi jate,jab koi nagme padhe nahi jate,u mat samazna hum bhul gaye aapko,Khayal to aate hai,Bus labz jud nahi pate.
Tanhai mein fariyaad to kar sakte hain,viraane ko abaad to kar sakte hain,kya kare tumse mil nahin sakte,lekin tumhein yaad to kar sakte hain..
Patjhad me patte jhad jayenge.. sawan baad panchi udd jayenge...jab ji chahe yaad karna Humko... Hum kayaamat ke din bhi chale aayenge..!
Khuda se thoda reham khareed lete, aapke zakhmon ka marham khareed lete, agar kahin bikti khusiyan meri, to saari bech kar aapka har gum khareed lete Phool
dil ke ek kone se aawaz aati hai hume har pal teri yaad aati hai dil puchhta hai bar-bar humsejinhe hum yaad karte hai kya unhe bhi meri yaad aati hai
Bahane Aur bhi Hote Jo Jine k LyeHam ek Bar Teri Arzu bhi kho Dete Kahan wo Shab k Teri Yado k Saye Me Khayal-e-Shaam Se Aastin bhigo Lete..-
Badalna Aata Nahi Humko Mosam ki Tarah,Har Roop Me Unka intzar karte hai, Na samet sakenge Jise qayamat tak kasam khuda ki Unhe itna Pyar karte he.