jhuki nazaro se

jhuki nazaro se
jhuki nazaro se ikrar mat karna, nazre utha kar inkar mat karna, rat bhar tarste ho kisi ki yadon me, dusron ko kahate ho kisi se pyar mat karna?
  

Feb, 01 2012     145 chars (1 sms)     1848 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Zaruri To Nahi, Ke Batayain Labon Se Dastaan Apni Zabaan Ek Aur Bhi Hoti Hai Izhaar Ki
Kis qadar woh gamo ki inteha kar gaye Har khushhi mujhse woh juda kar gaye Mujhe toh pal pal maut ki aarzoo thi Kyu woh mere jeene ki dua kar gaye?
Dosti me imteha liya nahi karte,kisi ka Intezar karwya nahi karte.Aisi B kya khata hui hmse,Roz yaad karne waale ab 1 bar B yaad kiya nahi Karte.
Boond boond se hai sagar ki geheraai, Iss ki har ek boond mujh mein hai samaai. Koi maange to ek boond bhi na de sakenge, Kyunki har ek boond mein aapki MOHABBAT hai samaai.....
Zindagi ke ujale me andhera kyu he.Jise ham chahte he wo hame rulata kyu he,nasib me nahi vo jinhe ham chahte he,khuda ase logo se milata kyun he.
Khwab ban k koi ayega to nind ayegi Ab wohi aa k sulayega to nind ayegi Dil ki wo bat jo aankhon se bayan hoti hai Koi honto se sunayega to nind ayegi
Zamin ki mitti bhi dekh na pau,mujhe aasma mein itne sitare na do,zamin par pair rakhkar akele chal na pau, mujhe kadam kadam par itna sahara na do…
"RaHaT" Bhi apse aati hai,"ChaHaT"Bhi apse aati hai,"HuMsE"Kabhi rothna nahi,Kiun k hamein..."MuSkUraHaT" Bhi sirf apse aati hai...!
Benaam sa ye dard Q nahi jata,Jo beet gaya hai wo gujar Q nahi jata.Saans bina ruke dum nikal Q nahi jata,Jo muje ho gaya hai unse,Unhe mujse ho Q nahi jata
Kya kahoon teri taareef mein, Har lavz adhura sa lagta hai, Ye alfaaj kya kahenge tarif teri, Tu khud ek tarif sa lagata hai !
Saath to mangne Se Mil Sakta Hai Lekin Pyar Mangne Se Nahi Milta Kyonki Pyar Kiya Nahi Jaata Pyar to Ho Jata dil se dil ko jab koi pyara lagta hai.
Uspaar Hi Sahi Kinara Hai Timtimata Hi Sahi Sitara Toh Hai Ho Jaati Hai Apki Yaad Se Hi Tasalli Door Hi Sahi Koi HAMARA to hai..