Din jo guzar

Din jo guzar
Din jo guzar gaye hai yunhi Raat bhi dhal gayi hai yunhi Koshish tho bahut ki dil ne Zuban pe baat rah gaye yun
  

Jan, 31 2012     111 chars (1 sms)     1014 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Vehem H Ki Bhul Jaoge Hume Kroge Ankhe Bandh Pas Paoge Hume Banke Dhadkan Dhadkte H Tere Dil Me Rakhoge Hath Sine Pe,Dhadkata Paoge HamE.
Aa bhi jaao ki zindagii kam hai.. Tum nahin ho to har khushi kam hai Chehre se hata naqaab, ki duniya bhi jaane ki qayamat kya hai
Chand utra tha humare aangan mein,yeh sitaron ko gawara na hua!Hum bhi sitaron se kaise gila karte..Jab chand hi humara na hua..!
Khamosh raat ke pehlu me sitare na hote, in rukhi aankho me rangeen nazare na hote, hum bhi na karte parwah agar aap itne pyare na hote...
Socha tha na karenge kisi se dosti, Na karenge kisi se vaada, Par kya kare dost mila itna pyara. K karna pada pyar ka vaada
Andhere Me Tumare Hath Ka Chirag Hu Tufano Me Tumare Kashti Ka Sahil Hu Ae bewafa Tu Kuch Bhi Krle Lekin Me Hamesha Tere Dil Ke Pass Hu.
Agar Mujse Mohabat Nahi To Rote Q Ho, Tanhaai Me Mere Bare Me Sochte Q Ho, Agar Manzil Judai He To Jane Do Muje, Lot K Kab Aoge Puchte Q Ho ?
Rang badal ke tasvir badal dete he kamaan se nikla tir badal dete he Unke liye hum nhi badle badlne wale takdir badal dete he. (i love kajal chauhan beejapur)
usne kaha bas itni mulaqat bahut hairo ro ke kaha thehro abhi raat bahut hai aansoo mere thum jaaein to phir shauq se jana aise mein kahan jaoge barsaat bohat hai
Har nami me kuch kami to rahegi,Ankhe thodi shabnami to rahegi,Zindagi ko aap kitna bhi. saawariye,Bin HAMARE koi na koi KAMI to rahegi.
Pyar kare use koi maaf nhi krta,koi uske sath insaaf nhi krta,Log pyar ko paap to kehte he,par kon aisa he jo ye paap nhi krta
Tera pyaar hum is tarah nibhayenge, tum roz khafa hona hum roz manayenge,par man jana manane se, warana yeh bheegi palkein le ke kaha jayenge.