Gam bhul jaane

Gam bhul jaane
Gam bhul jaane ko ji karta hai, Ab ek baar muskurane ko ji karta he Bahut ji liye yaadon ke sahare, Ab to aapke paas aane ko ji karta hai,
  

Jan, 28 2012     138 chars (1 sms)     1090 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Muqaddar me likhi koi baat ho tum Taqdeer ki ek khubsurat sogat hoTum Kr k dosti tumse mehsos ye huwa Jaise sadiyon se yu hi mere sath hoTum
Vaade pe o aitbaar nahi karte, Hum zikre mohabbat sare bazaar nahi karte. Darta hai dil unki ruswai se, Aur who sochte hai hum unse pyar nahi karte
Log Pyar Ko Khuda Kehte HePar Koi Kare To Gunah Kehte HeKahawat He"Pathar Dil Roya Nahi Karte"To phir Pahado Se Hi Jharne Q Behte hai ??
Kisiko Apna Bnane Me Der Nahi Lagti Ek Vada Nibane Me Der Nahin Lagti Pyar To Pal Bhar Me Ho Jata Hai Mgar Use Bhulne Me Umar Lagti hai
Dosti ke naye fasane ho gaye,Naye mile to hum purane ho gaye,Kal tak jo marte the hum par,Aaj vo kisi aur ke diwane ho gaye.
Aisi kya dua doon tujhko jo tere Labon pe hansi k phool khila de Bas yehi dua he meri,sitaaron si roshan khuda teri taqdeer bana de.
Kisi ke dhadakte dil ke peeche jaroor koi baat hoti hai, Kisi ke udas dil ke peeche kisiki yaad hoti hai, Aap ko pata ho-na-ho, Aap ki khushi ke peeche meri fariyaad hoti hai…..
Humne b kisi se pyar kiya tha.Rahon me khade intzar kiya tha,Bhul unki nahi humari thi,Q kUnhone humse nahi,Humne unse pyar kiya tha.
Aasma Hi Zuk Gya Kisi Kami K Waste,Mar Rahe The Hm Khusi K Waste,Zindgi Hi Lut Gyi To Kaun Puchhta He Yaha,Dhundhte Hi Reh Gye Khusi K Raste
Tanha Chod Kar Humko Hosla Bhi Dete Ho,Saans Cheen Kar Jeene Ki Dua Bhi Dete Ho,Ek Taraf Judai Ka Ghum Bhi Jari Hai,Aur Muskurane Ka Mashwara Bhi Dete
Humdum to saath saath chaltey hain,Rastay to bewafa badaltay hain,Tera chehr hai jabse meri aankhon main,meri aankhon se log jaltey hain
Kaisa ajeeb zamana hai, Kaun samjha kiss ne jaana hai, Kaash wo hum se juda naa hoote, Jinke liye ye dil aaj bhi deewaana hai.