Koi wada nahi

Koi wada nahi
Koi wada nahi firbhi pyar he,Judai k bawajud bhi tujpe adhikar hai,Tere chehre ki udasi de rahi he gawahi,Mujse milne ko tu bhi bekarar hai.
  

Jan, 28 2012     140 chars (1 sms)     1053 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

NAZRO SE SHURU HOTA HAI PYAAR, DO DILO ME EK SATH PANAPTA HAI PYAAR, JO MUMKIN NAHI HAI IS DUNIYA ME KaiSE BHI, AISE NA MUMKIN KAAM BHI KAR DIKHATA HAI PYAAR.
samne na ho to tarsati hai ankhe,,,bin tere bahut barsti hai ankhe,,,mere liye na sahi inke liye aa jao,,,kynki tumse bepanah pyar karti hai ankhe,,,
Wo Paas Aate To Hum Baat Kar Lete,Wo Sath Rehte To Pyar Kar Lete,Kya Mujburi Rahi Jo Wo Chale Gaye,Wajah To Batate Hum Intzar Kar Lete..
Nazro ko nazaro ki kami nahi hoti , foolo ko baharo ki kami nahi hoti , fir kyo hume yaad karoge aap , aap to aasman ho or aasman me sitaro ki kami nahi hoti.
Darta hai dilke n tute ye pyarke rishte,ab ye rishte sambhalne honge,meri rahome sab kate hai,ab ye kate tuze uthane honge.
Humare Bad Nhi aeyega Tumhe Chahat Ka aisa MazaTum LogoSe Khud Kehti Phiro gi Muje Chaho Uski Trh
Palak jhuka k salam karte hai,Is DIL ki dua aapke naam karte hai,Kabul ho to muskura dena,Aapki muskrahat pr ham jaan nisar karte hai..
Hoga jo gam apko dard kahi or hoga,Haso jo ap khush koi or hoga,Socho toh jara us anjan k bare mein,Wo anjan hamare siwa or kaun hoga..!
Woh waqt woh lamhe ajeeb honge, duniya mein hum kush naseeb honge, door se jab itna yaad karte hain aapko, kya hoga... Jab aap hamare kareeb honge?
Ab ke muje dekh k dekhti reh jayegi,is kadar badlenge k sochti reh jyegi.Mere chehre pe b hogi berukhi,wo mujh me mujhko dhundti reh jayegi
Kuch fasle sirf ankho se hote hai,dil ke fasle to bato me hote ha iHum lakh koshish kare bhulane ki,par kuch rishte sanso se hote hai.
ab b tere surkh hotho k pyale mere tassabur me sathi bane haiab b teri zulf k mast saye birha k dukho me sathi bane hai meri mohabat ko thukra de chahe me koi tujhse na sikwa karunga aankho me rehti hai tasvir teri sari umar teri puja karunga