Kyon Na Lipat

Kyon Na Lipat
Kyon Na Lipat Ke sooun Mai Tujhse ae Lahat(Kabr) Ke Maine bhi Paaya Hai Tujhe Jaan Deke !!
  

Jan, 27 2012     90 chars (1 sms)     968 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Ek hi duniya mein rehte hain,phir bhi mil nahi pate hain,aapse to aapke khwab acche hain jo,aankh band karte he chale aate hain..
Kitni Masoom Si Sda Hoti Hai Plat Kr Dkho To Hwa Hoti Hai Ndan Hy Jo Chahte Hy Kisi Ko Zindgi Ki Trah Nhi Jnte Ke Zindgi BiTo Bwafa Hoti Hai
Wohi Ranjishen, Wohi Haasraten, Na Hi Dard e Dil Main Kami Hui Ajab si Hai Mri Zndagi Na Guzr Saki Na Khatam Hui
Jane kyu log hume bhul jate hai. Kuch pal saath rehene ke baad dur chale jate hai. Sach hi kehte hai log ki sagar ke milne ke baad log barish ko bhul jate hai.
YAAD KARTE HAIN TUMHE TANHAI MEIN DIL DOOBA HAI GHAMON KI GEHRAI MEIN HUME MAT DHOONDNA DUNIYA KI BHEEDH MEIN HUM MILYNGE TUMHE TUMHARI HI PARCHAI MEIN...
mana teri nazar me tera pyar hum nahi par kaise kah de tere talbdaar hum nahi khud ko jala kar khak kar diya kaise kah de tere gunegaar Hahi.
Yu to sadmo me bhi hans leta tha main, aaj kyun bewajah rone laga hu main... baraso se hatheliya khaali hi rahi meri phir aaj kyun lagata hain ki sab khone laga hun main
1 hasrat thi sacha pyar paneki magar najane Q chal padi aandhiya zamane ki mera gam koina samaj paya Q ki meri adat thi sabko hasan ki.
dard ko dard hone laga, jab dard mere ghav dhone laga,dard ko pa kar main kabhi na roya,dard mujhe pa kar rone laga
Fursat kise he jakhmo pe marham lagane ki,nigahe badal gayi apne aur begaane ki,tum na chhodna dosti ka saath kabhi,warna.tamanna na rahegi naye.dost banane ki.
Nafrat nahi karna kabi hmse Hm ye sah nhi paynge 1 bar kah dena hmse k hum tumpe etbar nhi karte Apki duniya se haskar chale jayenge.
Chaar tinke jala ke kya mil gaya Mit sakana zamane se mera nishaan, Mujhpe bijli girao to jaanu sahi Aashiaan par girane se kya faaida Bhoolne waale se koyi keh de zara is tarah yaad aane se kya faaida, Jab mere dil ki duniya basaati nahin phir khayaalon mein aane se kya faaida