Unhone humein

Unhone humein
Unhone humein aazmakar dekh liya, Ik dhokha humne bhi kha kar dekh liya. Kya hua hum huye jo udaas, Unhone to apna dil behla kr dekh liya.
  

Jan, 27 2012     138 chars (1 sms)     915 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Paas Hokar Bhi Wo Mujhse Dur Thi.Ye Uski Marzi Thi Ya Wo Majbur Thi.Mere Lie Usne Aansu Kyu Bahaye De Dete Jo B Saja Mujhe Manjur Thi..
Ghalib sun! yeh duniya hai... duniya!, duniya meiN ghum chhupanA padta hai, dil main chahe lakh ghum ho, mehfil meiN muskarAna hi padta hai.
Har Ek Chehray Ko Zakhmon Ka Aaina Na Keho Yeh Zindagi Tu Hai Rehmat Issay Saza Na Keho Na Jaanay Ko Koun Si Majbooriyon Ka Qaidi Ho Who Saath choor Gaya Hai Tu Bewafa Na Keho
Koi dur ho kitna hi kya gam hai? Magar vo apna hai ye kya kam hai? Chahe na ho bat na ho mulaqat kya gam hai? Yad hume vo karle ye kya kam hai.
Jane Muqadar Hume Ab Kya Dikhayga;Kya-Mehfilo Se Fir Tanhai Me-Layga;DOST-To Ek-Ek Kar Ke Bhula He Rahe Hai,Jane Kab Apna Saya Bhi Sath Chod
Zamane se gujar gaye hote,jeene se pehleg gi mar gaye hote bandhe na hote agar apke dosti ke dhag me hum to kab ke motiyo jaise bikhar gaye hote
Na dil se hota hai,na dimag se hota hai, ye Pyaar to itefaaq se hota hai;Aur kya kahen Pyaar karke bhi Pyaar na mile,Ye itefaq sirf hamare hi saath hota hai.
Khaali ho chala gar mera darde paimana... Toh Saki ko ishara kyo kare...!Mukkadar he hai kuch aisa...Toh Saathi ko Takazaa har bar kyo kare...!
Hasta huya dekh kar log kehte hain ke hum gam se khali hain, par unhe kya pata ke jo gam ke baag hain, hum us baag ke mali hain..
Meri Dharkan Se Dil Ka Dharkna Mangoge Ek Din Tum Mujhse Mera Pyaar Udhar Mangoge Main Voh Phool Hoon Jo Tere Chaman Se Na Niklega Apni Veeran Zindagi Ke Liye Bahar Mangoge
Aj bhi unki najaro me raj wohi tha, Chehra wohi tha chehre ka libas wohi tha,Kaise usko bewafa kah du yaro,Aj bhi unke dekhne ka andaj wohi tha..
Ab To Mehfil Main Bhi Hamare Liye Tanhai Hai Gham Chupa Kar Mehfil Ko Sajana Kaisa Lagta Hai Mehfil Main Dosron Se Hans Hans Kar Milta Hain Tanhai Main Gham Ke Ansoo Bahana Kaisa Lagta Hai