Wo samundar

Wo samundar
Wo samundar nahi aansu the humare,jis par wo naao chalate rahe,manzil mil jaye unko duwa thi humari,isliye hum aansu bahate rahE
  

Jan, 25 2012     128 chars (1 sms)     1168 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Idhar raat dhalti...Din udhar nikalta hai,Koi yaha rukta...koi waha chalta hai,Deep aur Patange me fark sirf itna..Koi jal k bujhta...Koi bujh k jalta hai..
Reh na paoge kabi bhulakar dekhoYakin na aata ho to aazmakar dekho Har jaga mehsoos hogi hamari kami Apni mehfilo ko kitna b saja kar dekho
Aub to Apna Yeh Wada Hai, ki, Teri Yadoon Ke Sahare jee Kar Dikhainge ! Tu Agar Bewafai Kar Sakta Hai, To Hum Bhi Tujhe Wafa Karke Dikhainge
UNKI TASVIRO KO SEENE SE LAGA LETE HAI, IS TARAH JUDAI KA GAM MITA DETE HAI, KISI TARA KABHI UNKA ZIKR HO JAYE TO, BHEEGI PALKO KO JUKA LETE HAI.
Hoga drd to hum muskura lenge,Kisi k tute dil ko sine se hm laga lenge,Chupayenge jab bhi wo apne aansu,Hm b kisi kone me ashk baha lenge
dil na milte to mulakat aduri rehti baat to hoti magar baat adhuri rehti shukriya tera tere aanese ronak to badhi nahi to yeh mehfil ek jasbat aduri rehti tune apne daman mein chupaye mere aasu nahi to akho ki barsaat adhuri rehti
Chand Ko Dekh Khayal Aaya Din Bhar Yeh Khush Mizaz Rahta Hai Auro Ke Sath Aur Raat Hote Hi Chand Tanha Ho Jata Hai In Lakhon Sitaron Ke Sath.
JAKHM JAB MERE SINE ME BHAR JAYENGE, ANSU BHI MOTI BANKAR BIKHAR JAYENGE, YE MAT PUCHNA KIS KIS NE DHOKA DIYA, VARNA KUCH APNO KE BHI CHEHERE UTAR JAYENGE...
Aake jara dekh to teri khatir ham kis tarah se jiye, aansu ke dhage se site rahe ham jo jakhm tume diye...
Har Dilme dard chupa hota he Bayan krne ka andaz juda hota he kuch log ashko me dard ko baha dete heor kisika dard hasi me chupa hota he
TU HAIN MUJME SHAMIL MERE KHUN KI TARAH TERA TASAWWARE JIKR BHI KARU KIS TARAH CHAHE DOOR SAHI LEKIN TU HAIN IS DUNIYA MAIN TERI UMMID REHTE HUAE MAIN MARU KIS TARAH
Waqt badla aur badli kahani h Sang mere haseen palo ki yaade purani h Na lagao mere jakh mo pe marhum Mere pas uski yahi ek nishani h