Wafaa Ke Naam

Wafaa Ke Naam
Wafaa Ke Naam Se Woh Anjaan The,Kisi Ki Bewafaai Se Shayad Pareshan The,Humne Wafaa Deni Chahi To Pata Chala,'Hum Khud Bewafaa Ke Naam Se Badnaam The.
  

Jan, 25 2012     150 chars (1 sms)     943 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

fassle mitakar aapas me pyaar rakhana pyar ka ye rishta hamesh barkarar rakhna bichad jayen kahin hum agar ankhon mei hamesha intezar rakhna
Kaash woh nagmehame sunaaye na hote, Aaaj unko sunkar ye aansu na aaye hote, Agar is tarah bhool jana hi tha, To itni gahrai se dil me samay ne hote
Humne manga tha mohabbat ka jam unse, unhone paani bhi nahin pilaaya. Humne dil milane ke khwab dekha tha, unhone haath bhi nahin milaya
Hame Bich Mujhdhar Main Ussne Chod Diya, Phir Dil Hamara Chaha Jisne Usne Tod Diya, Kitna Akela Hu Main Yeh Na Pucho, Jab Mera Sath Mere Saye Ne Bhi Chod Diya.
Suna hai vo jate huai kah gaye k ab to hum sirf tumhare khavabo me ayenge,koi kahe de unse k vo vada to kare,hum zindgi bhar k liye so jayege
Zindagi ne Itne Gum Diye, Ki Kushi se Gabhrane Lage Hum !! Lekar Botal Haaton Main Zindagi ko upni Mitane Lage Hum !!
Unhe Ab Bhul Hi Jaye To Acha Hai Ye Fasle Aur Bhi Badh Jaye To Acha Hai Tumhari Chahate Hum Ko Nahi Hasil To Ab Gair Hi Ban Jaye To Acha Hai
Dil tutta hai aankh bhar jati hai, kuch pal ke liye jaise zindgi ruk jati hai, pehle wada karte hai jindgi ban ke rehenge, phir na jane kyon yeh zindgi sath chhod jati hai.
Dil Or Ankh Dil Ne Kaha Ankh Se Dekha Karo Kam Dekhti Ho Tum Tarapte Hain Hum Ankh Ne Kaha Dil Se Socha Karo Kam Sochtay Ho Tum Barastay Hain Hum
ZINDAGI guzarne ka bahana dhundte hai,Khatam na ho kabhi woh PAIMANA dhundte hai,HOSH mein to tadpenge raat-din,jo HOSH na aane de woh MAIKHANA dhundte hai.
Kab tak teri judai ke sadme uthau me;Tu kuch asa suluk karke tujhko bhul jau me;Dil mera najuk he aay sangdil sanam;Na or tadpa ke tut ke bikhar jau me;
Kisi ki lash phoolo se saji hai, Kisi ki lash bina kafan ke padi hai, Ae bhai jara dekh kar chal, Najane maut kaha kaha khadi hai.