Itna kyon chaha

Itna kyon chaha
Itna kyon chaha use ke bhula na sake,itna kyon paas aaye ke door ja na sake,ab tanhai mein bethe to sochte hain,kyon chaha use jise kabhi pa na sake.
  

Jan, 25 2012     149 chars (1 sms)     1092 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

yu sulaghte hai dhuye me har dum,rukh lete hai mehkhane ki ourr hum,hansa jate hai lamhe tere saath ke,aur tadpa dete hai pal woh judaai ke.
Roti hui aakho me intazaar hota hai, Na chahate huye bhi pyar hota hai, Kyu dekhte hai hum who sapne, jinke tutne par bhi unke sach hone ka intzaar aakhir taak hota hai
yu to koi bi tanha nai hota,cha kar bi kisi se juda nai hota mohabat ko majburiya hi le dubti hai warna koi b khushi se bewafaa nai hota..
Yun Mile K Mulaqat Na Ho Saki, Suraj Dooba Par Raat Na Ho Saki, Hamari Khamosh Nigahen Har Baat Keh Gai, Or Unki Shikayat Thi K Baat Na Ho Saki
Wo muzh se pooch raha tha batao kaisa laga, Tum peechle zakhm ko chodo,Yeh ghao kaisa laga... Ajab sawal kyia andhiyon ne patton se, Shajar se toot ke Girna batao kaisa Laga
Arzu ye nhi k Gum ka tufan Tal jye,Fikr to ye h k tumhra dil Na badal jye.Kabi b mujko Agar bhulna chaho tum,To drd itna dena k Mra dum nikal jye
Khusboo ne phool ko ek ehsaas banaya, Phool ne baagh ko kuch khaas banaya, Chahat ne mohabbat ko ek pyaas banaya, Mohabbat ne ek aur Devdaas banaya.
Hajam nahi hota, agar koi behad pyaar kare; Barsaat bhi agar had se gujre; barsaat nahi rehti
Jane kyu log hume bhul jate hai. Kuch pal saath rehene ke baad dur chale jate hai. Sach hi kehte hai log ki sagar ke milne ke baad log barish ko bhul jate hai.
Who aate to hain magar tan se nahi, who bhethe to hain magar man se nahi, kaun kehta hai I who pyaar nahi karte, karte to hain magar humse nahi.
her pal gamo ki yaad me jalti hai zindgi. bas mom ki tarah pighalti hai zindgi. kya raaz hai ye isqh hua hai jab se, barbadiyo ki raah pe bas chalti hai zindgi.
Fursat kise he jakhmo pe marham lagane ki,nigahe badal gayi apne aur begaane ki,tum na chhodna dosti ka saath kabhi,warna.tamanna na rahegi naye.dost banane ki.