Palko ki nami

Palko ki nami
Palko ki nami me chupakar sapno ko,Humne unhe jeene ki izazat de di,Hum tutkar bhikar gaye tukdon me,Aur unhe muskurane ki izazat de di...!
  

Jan, 25 2012     139 chars (1 sms)     1241 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Bheeg jati hai palke tanhai me,Darte hai ke koi jaan na le,Pasand karte hai, bahot tez barsaat me chalna,Kahin hume rote hue koi pehchan na le..
Kaise Hota Unhe Gam Hamari Ruswai Ka,Jab Fark Hi Nahi Padta Unhe Hamari Judai Ka,Khamoshi Se Kaha Hamne Jab Sara Gam,To Ilzaam Laga Diya Bewafai Ka
Mehfil na sahi,tanhai to milti hai;Milna na sahi,judai to milti hai;Kaun kehta hai, ki Pyar mein kuchh nahi milta;wafa na sahi,Bewafai to milti hai.
jate jate tum koi achi nishani degaye, umar bhar daura saku aisi kahani de gaye, kher hum to reh gaye pyase, par hamari palko ko tum paani de gaye
Rulane wale aakar hume rula dege zaher deke gehari neend sula dege fir b koi gam na hoga hume dard to tab hoga jab aap hume bhula dege
jo mujhe aziz tha zindagi ki tarhan. woh aj pas se guzar gaya ajnabi ki tarhan..
Derd Se Hath N Milate To Kya Karte, Gam K Asu Na Bahate To Kya Kate, Usne Mange Thi Hamse Roshani Ki Dua, Khud Ko Na Jalate To Kya Karte.
Teri Wafa Me Ae Sanam.. Na Safar Ke Rahe Na Vatan Ke Rahe Meri Laash KeItne Tukde Huye Na Kafan Ke Rahe Na Dafan Ke Rahe..
Dil agar phool na hokar kaanch ka tukda hota Todne wale ko ek zakham to aaya hota
Mujse Na Puch Q Ankhe Jhuka Li Mene Teri Tasver Tujhse Q 6upa Li Mene Jis pe Likha Tha Tu Mere Taqder Me Nhi Apne Hatho Ki Wo Laker Mita Li Mene
Galti Se Pyar Kr Baithe Nadan The Uski Aadat or Fitrat Se Anjan The Waqt Ne Hme Khilona Bna Diya Varna Hum B Kabhi Mehfilo Ki Shan The
ji bhar ke roye to karar paaya..is daur me kisne sachha pyar paaya..zindagi guzar rahi hai imtihano ke daur se..ek zakhm bhara nahin ki dusra taiyyar paaya.