Tanhai main akelapan saha jaayega, Par mehfil main akela raha na jaayega, Unka saath nahi fir bhi jiya jaayega, Par un k saath koi aur ho ye saha na jaayega.
Unse najar kya mili rosan fizain ho gyiAj Jana pyar ki Jadugari kya chij heHum labo se keh na paye un se hal-e-Dil kbhi Or vo samje nhiK khamosi kya chij he
Tuta hua shisha phir joda nahi jata,Aankh se Nikla hua aansu phir wapis nahi aata,Tum to keh ke bhool chuke ho sab kuch,Lekin humse wo pal bhulaya nahi jata