Usko Bas Itna

Usko Bas Itna
Usko Bas Itna Bata Dena..Itna Aasaan Nahi Hain Tumhe Bhula Dena..Teri Yaadein bhi Tere Jaisi Hi Hain..Unhein Aata Hai Bas Rula Dena
  

Jan, 24 2012     131 chars (1 sms)     1122 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Kuch aaj waqt ka andaz he Dilme dard abi taza he Gir padte he ansoo mere kaagaz par Lagta he kalam me shayari kam aur dard zyadaa he..!!
sunn sako to kahaani hu main rakh sako to nishaani hu mai pa sako to jindgani hu mai rok na payi sari duniya jise wo ek boond aankhon ka paani hu mai
Kuch sochu to tera khayaal aa jata hai kuch bolu o tera naam aa jata hai kab tk chupau dil ki baat uski har ada pr humko pyar aa jata hai….
Phir yehi Tanhai bhi tumara saath degi!! Ek bar dil se Humain Pukar kar bhi dekho!! Mil jaygi Mohabaat kise Rahygozar main bhi! Apne Sar se ye Ameere ka taj Utar kar dekho!!
Ye Aankhe Num Kyo-Hai... Ye-Dil Gumsum Kyo-Hai... Jise-Kabhi Paya He Nahi Use Khone Ka Gum Kyo-Hai…
Jis din tum se dil laga baithe, tanhai me gamo ki mehfil laga baithe, tum to kho gaye is duniya ki bheed me, or hum apni hi duniya me aag laga baithe.
Tum kya kisike dil ke humdard banoge Tum to uske dil ko aur dukhaoge Tum kya kisiki Tanhaiyan mitaoge Tum to uski mehefilen bhi ujadoge
Khuda kisi ko kisi pe fida na kare. gar kare to qayamat tak juda na kare. Ye mana k log marte nahi judai main. Magar ji bhi nahi pate tanhai me
Pyar Karna Koi Gunah Nahi Phir Bhi Useme Saza Hai Dil Par Dard Rakhne Ki Koi Aur Hi Maza Hai.
jeene ke aarju me log piye jaa rahe hai.. aur hum mrne ke aarju main piye jaa rahe hai...
Aansuon ke saagar me dil ko doobote hue, tamaam raaten guzar di rote hue mazak kaisa kiya humse takdeer ne unhe pa na sake unke hote hue...
Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye, Zindagi ki akhari sham aa jaye, Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab, Hamari zindagi apke kaam aa jaye