Koi khat nahi, Koi khabar nahi, aapko shayad dosti ki kadr nahi, hum to aapko yaad karte hai har sans ke sath, shayad aapko hamari sanso ki fikar nahi.
Jazbaat e ishq nakaam na hone denge, Dil ki duniya me shaam na hone denge, Dosti ka har ilzaam apne sir le lenge, Par Dost aapko badnaam ne hone denge.
Jab bhi yaad aati hai muskura lete hai kuch palo ke liye har gam bhula dete hai kaise bhig sakti hai palke aap ke aap ke hisse ke aansu to hum baha lete hai..