Waise to kai

Waise to kai
Waise to kai dost hai humare, Jaise aasman mein kai tare, Par aap dosti ke who chand hai, Jiske saamne fike padte hai saare sitare
  

Jan, 24 2012     130 chars (1 sms)     1188 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Kasoor na unka tha na hamara, Hum dono hi rishto ki rasam nibhate rahe, Who dosti ka ehsaas jatate rahe, Hum mohabbat ko dil me chhupate rahe
Gilla tumse nahi kyunki gilla hum apnie mujburiyo se karte hai aap aaj hamare karib na sahi yah dost mohabhat to hum teri duriyo se bhi karte hai
1din jindgi ne mujhse sawal kiya,Dost ka sath kab tak chahte ho?maine1ansu samundar me gira kr kaha,jab tak tum ise dhundh kar nahi late ho.
her wo lamha jo tuj say juda hota hai chalti sanson k lia ik saza hota haikaise samjhon jahan walon ko aadab-e-wafadunia rkhon tu mera ishq qaza hota hai
Bhehti hawa me khusbu he tumhari mere dil ke aayine me surat he tumhari is jism me jo mar ke b na mit sake woh sirf or sirf dosti he tumhari
Jazbat-e-Ishq nakam na hone dena,Dil ki duniya me shaam na hone dena.Dosti ka har ilzam apne sar lenge,Par dosti ko kabhi badnam na hone den
Dil todna humari adat nahi, Dil hum kisika dukhate nahi bharosa rakhna humarae dosti pe dost bankar hum kisiko bhulaathe nahi!!
Khuda par bharosa hai to khuda tere sath hai, Apnon pe bharosa hai to Dua tere sath hai,Zindagi se kabhi mat harna mere Dost, Jabtak HAM tere sath hai.
tum banke dost aise aaye zindgi meke hum ye zamana hi bhul gaye tumhe yad aaye na aaye hamari kabhi par hum to tumhe bhulana hi bhul gaye
Kis kadar khoob thi SADGI aapki, Aaj bhi yaad hai DOSTI aapki.Jab bhi fursat ke lamhe mile hai hame,HUMNE mehsus ki hai kami aapki.
Labz ap do git hum banayenge, Manjil ap pao raste hum banayenge, Khus ap raho khusiya hum dilayenge, Ap bas dost bane raho dosti hum nibhayenge.
Hm to dosti k saudagar he,Dil ka sauda sacha kr jayenge,Agr aap honge hmari dosti k khariddar,To dosti ki kasm hm muft me hi bik jayenge.