Duniya Se Door Ja Raha Hoo By Anu Malik

Oo maa meri maa
Duniya se door ja raha hoon me ter paas aa raha hoon
Duniya se door ja raha hoon maa me ter paas aa raha hoon
Main bhi ye geet ga raha hoo
Duniya se
Duniya se door ja raha hoon maa me ter paas aa raha hoon
Main bhi ye geet ga raha hoo

Saacha hai tera darbar mata juthas ye sara sansaar mata
Main tod aaya har ek nata
Maa sab ne mujko thukra diya hai
Maa sab ne mujko thukra diya hai
Main sabko
Main sabko thukra raha hoo maa me ter paas aa raha hoon
Duniya se door ja raha hoon me ter paas aa raha hoon

E kaas mera bhi koi hota
Mere liye koi hasta rota
Har din na mujko kaante chubho ta
Asha nirasha ka dip banke
Asha nirasha ka dip banke
Main jalta
Main jalta bujhta raha hoo maa me ter paas aa raha hoon
Duniya se door ja raha hoon me ter paas aa raha hoon
Main bhi ye geet ga raha hoo

Shero pe karti hai tu savari
Ye chand suraj tere pujari
Raja bhi tere dar ke bhikhari
Phaila de apni mamata ka aanchal
Phaila de apni mamata ka aanchal
Main haath
Main haath phaila raha hoo maa me ter paas aa raha hoon
Duniya se door ja raha hoon me ter paas aa raha hoon
Maa meri maa, maa mein aa raha hoo, maa mein aa raha hoo
Paas tere eiy maa maa main aa raha hoo

Unche pahada valiye, unche pahada valiye
Sacha darbar tera tu nahi to kaun mera
Karde kripa
Unche unche mandira vaaliye
Unche unche mandira vaaliye

Saare bolo jai mata ji
Jam ke bolo jai mata ji
Prem se bolo jai mata ji
Jor se bolo jai mata ji
Maine suniya jai mata ji
Dil se bolo jai mata ji
Aavaj nahi aayi jai mata ji
Dil se bolo jai mata ji
Jai mata ji, jai mata ji, jai mata ji, jai mata ji
Ho maa main aa gaya
Ho maa main aa gaya..

Song Details
Movie
Aarzoo
Artist
Anu Malik
Music Directory
Anu Malik
Music Label
Saregama
Singers
Sonu Nigam
Lyricist
Anand Bakshi

more lyrics from Aarzoo

Ab Tere Dil Mein
Dosti Karte Nahin
Duniya Se Door Ja Raha Hoo
Main Aa Rahan Hoon
Rabba Rabba I Love You
Sajan Sajan Teri Dulhan
Tu Soni Kudi