Mehndi Mehndi By Anu Malik

Bandh mutthi mein dil ko chupaye baithe hain
Hai bahana ke Mehndi lagaye baithe hain
Mehndi ha ha Mehndi Mehndi ha ha Mehndi
Mehndi ha ha Mehndi Mehndi ha ha Mehndi
Tut ke daali se haathon pe bikhar jaati hain
Mehndi ha ha Mehndi

Yeh to Mehndi hai yeh to Mehndi hai
Mehndi to rang laati hain
Yeh to Mehndi hai Mehndi to rang laati hain
Tut ke daali se haathon pe bikhar jaati hain
Mehndi ha ha Mehndi Mehndi ha ha Mehndi

Log baago se ise tod ke le aate hain
Aur patthar pe ise shauk se pisvaate hain

Phir bhi hothon se
Phir bhi hothon se iski uff talak na aati hain

Yeh to Mehndi hai
Yeh to Mehndi hai Mehndi to rang laati hain
Yeh to Mehndi hai Mehndi to rang laati hain
Mehndi ha ha Mehndi Mehndi ha ha Mehndi

Apne ras rang se is duniya ko sajana hain
Kaam Mehndi ka to gairon ke kaam aana hain

Apni khushboo se
Apni khushboo se yeh sehra ko mehkaati hai
Apni khushboo se yeh sehra ko mehkaati hai
Apni khushboo se yeh sehra ko mehkaati hai
Apni khushboo se yeh sehra ko mehkaati hai
Yeh to Mehndi hai
Yeh to Mehndi hai Mehndi to rang laati hain
Yeh to Mehndi hai Mehndi to rang laati hain
Tut ke daali se haathon pe bikhar jaati hain
Yeh to Mehndi hai Mehndi to rang laati hain
Mehndi ha ha Mehndi Mehndi ha ha Mehndi
Mehndi ha ha Mehndi Mehndi ha ha Mehndi
Bandh mutthi mein dil ko chupaye baithe hain
Hai bahana ke Mehndi lagaye baithe hain
Mehndi ha ha Mehndi Mehndi ha ha Mehndi
Mehndi ha ha Mehndi Mehndi ha ha Mehndi
Mehndi ha ha Mehndi Mehndi ha ha Mehndi
Mehndi ha ha Mehndi Mehndi ha ha Mehndi..

Song Details
Movie
Chori Chori Chupke Chupke
Artist
Anu Malik
Music Directory
Anu Malik
Music Label
Universal Music
Singers
Jaspinder Narula
Lyricist
Sameer

more lyrics from Chori Chori Chupke Chupke

Chori Chori Chupke Chupke
Deewana Hai Yeh Mann
Dekhne Walon Ne
Diwani Diwani
Dulhan Ghar Aayi
Love You Love You
Mehndi Mehndi
No. 1 Punjabi