Abb ke baras woh hal hai, laga gajab ka sal hai jee
Abb ke baras woh hal hai, laga gajab ka sal hai jee
Ho jiya mora bas men na aaye rama haye rama
Mast najar ka jal hai, behki behki chal hai jee
Mast najar ka jal hai, behki behki chal hai jee
Jiya mora bas men na aaye rama haye rama
Abb ke baras ha abb ke baras, abb ke baras woh hal hai jee
Rang armano ka barse, piya mere piya tu aa ja na
Rang armano ka barse, piya mere piya tu aa ja na
Chahat pinjre men tarse, abb na mujhe tu tarsana
Dhadkan men sur tal hai
Dhadkan men sur tal hai
Phir bhi mann behal hai jee
Jiya mera bas men aaye rama haye rama
Abb ke baras woh hal hai, laga gajab ka sal hai jee
Shabnam galo pe dole, aaye koyi aaye mujhe apnaye
Shabnam galo pe dole, aaye koyi aaye mujhe apnaye
Angdayi muh se bole mera koyi mera abb ban jayey
Bahar toh barsat hai,
Bahar toh barsat hai, mann men pyar kee bat hai jee
Ho jiya mora bas men na aaye rama hai rama
Abb ke baras woh hal hai……
Abb ke baras ha abb ke baras, abb ke baras woh hal hai jee..
Song Details
- Movie
- Ab Ke Baras
- Artist
- Anu Malik
- Music Directory
- Anu Malik
- Music Label
- T-Series
- Singers
- Suneeta Rao
- Lyricist
- Sameer