Aayega Maza Ab Barsaat Ka
Teri Meri Dilkash Mulakaat Ka
Aayega Maza Ab Barsaat Ka
Teri Meri Dilkash Mulakaat Ka
Maine To Sambhale Rakha Tha
Maine To Sambhale Rakha Tha
Tune Dekha To Kata Choot Gaya
Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se
Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se
Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya
Ek Bheegi Haseena Kya Kehna
Yauwan Ka Nageena Kya Kehna
Saawan Ka Manhina Kya Kehna
Baarish Mein Paseena Kya Kehna
Mere Hoto Pe Angoor Ka Jo Paani Hai
Mere Mehboob Tere Pyaas Ki Kahani Hai
Jab Gataon Se Boond Zor Se Barasti Hai
Tujhse Milne Ko Teri Jaaneman Tarasti Hai
Andaaz Jo Dekha Zaalim Ka
Andaaz Jo Dekha Zaalim Ka
Sabra Ka Bandh Mere Toot Gaya
Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se
Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se
Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya
Nazron Mein Chupale Der Na Kar
Yeh Doori Mitale Der Na Kar
Ab Dil Mein Basale Der Na Kar
Seene Se Lagale Der Na Kar
Badi Bechain Hoon Meri Jaan Main Kal Parso Se
Haan Mujhe Intezaar Is Din Ka Barson Se
Ab Rokega To Mein Had Se Guzar Jaaoongi
Hai Tadpayega Dildar To Mar Jaaoongi
Rehjaayenge Pyaase Hum Dono
Rehjaayenge Pyaase Hum Dono
Yeh Mausam Jo Hum Se Ruth Gaya
Maine To Sambhale Rakha Tha
Maine To Sambhale Rakha Tha
Tune Dekha To Kata Choot Gaya
Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se
Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se
Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya
Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se
Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya.....
Song Details
- Movie
- Andaaz
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Nadeem Saifi, Shravan Rathod
- Music Label
- Shree Krishna Audio
- Singers
- Alka Yagnik, Babul Supriyo
- Lyricist
- Sameer