Sun, sun, sun, sun, sun
Mera dil chura le gayi
Khawabo ki ek hasina
Tumhe kya kahu main yaaro
Mushkil hai mera jina
Mera dil chura le gayi
Khawabo ki ek hasina
Ye mujhko kya huya hai
Pahle huya kabhi na
Uska wo chehara hansi
Ab tak to dekha nahi
Wo hi bato mein
Wo hi yaado mein
Wo hi mera sapna
Tera dil chura le gayi
Khawabo ki ek hasina
Ye tujhko kya huya hai
Pahle huya kabhi na
Sun, sun, sun, sun, sun
Jhum ke apna reshmi
Aanchal jab wo lahraye
Badal uski chunri bankar
Us se lipat jaye
Machal ke apne pairo ki
Payal jab chhankaye
Sargam uski khusabu
Banke hawa ko mahkaye
Wo hogi koi pari
Jannat se aayi huyi
Wo hogi koi pari
Jannat se aayi huyi
Bekarar hu dhundhata hu
Aaye nazar kahi na
Tera dil chura le gayi
Khawabo ki ek hasina
Ye tujhko kya huya hai
Pahle huya kabhi na
Sun, sun, sun, sun, sun
Kahi bhi nahi lagta hai
Dil ye mujhe kya huwa
Har pal sochu mil jaye
Mujhe uska naam pata
Bin dekhe ye hal hai
Mera yaar socho zara
Dekh liya maine usko
To kya ho jayega
Mil jaye mujhko kahi
To kahunga main yahi
Mil jaye mujhko kahi
To kahunga main yahi
Khoya rahta hu
Tumko chahata hu
Bas bana lo apna
Tera dil chura le gayi
Khawabo ki ek hasina
Ye tujhko kya huya hai
Pahle huya kabhi na
Uska wo chehara hansi
Ab tak to dekha nahi
Wo hi bato mein
Wo hi yado mein
Wo hi mera sapna
Tera dil chura le gayi
Khawabo ki ek hasina
Ye tujhko kya huya hai
Pahle huya kabhi na
Sun, sun, sun, sun, sun
Sun, sun, sun, sun, sun
Tera dil chura le gayi
Khawabo ki ek hasina
Ye tujhko kya huya hai
Pahle huya kabhi na
Tera dil chura le gayi
Khawabo ki ek hasina
Ye tujhko kya huya hai
Pahle huya kabhi na..
Song Details
- Movie
- Aanch
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Darshan Rathod, Sanjeev Rathod
- Music Label
- Universal Music
- Singers
- Udit Narayan
- Lyricist
- Abbas Katak, Afsar (Mir Afsar Ali)