Behooda By Ram Sampath

Ek dhakka aur de
Saare dhage tod de
Peene ke paani mein
Zeher ki naali chhod de

Itna bhi jo karna sake
To phir kahe ka guda
Teri khal mein renge keede
Tu sachcha behooda

Tu sachcha behooda
Jiski kismat mein hai
Hari sharatey

Tu pakka behooda
Jiski neeyat lage fafund ki partey..
Tu aisa behooda
Tera khoon hai
So mein nabbe kala
Tu aisa behooda
Tune nakhoono se
Foda chhala chhala behooda …
Uh..uh .

Tu sachcha behooda behooda.

Ek dhakka aur de
Sare dhage tod de
Peene ke paani mein
Zeher ki naali chhod de

Apne hi aksh ki
Aa gardan tu ghot de
Chaar din ke chehare pe
Kali raate pott de..

Door door tak koi na rishta
Tu hai itna sukha
Teri khaal mein renge keede
Tu sachcha behooda …

Tu sachcha behooda
Jiski kismat mein hai
Hari sharatey

Tu pakka behooda
Jiski neeyat lage fafund ki partey..
Tu aisa behooda
Tera khoon hai
So mein nabbe kala

Tu aisa behooda
Tune nakhoono se
Foda chhala chhala
Behooda…behooda
Tu sachcha behooda uh..uh..
Behooda uh..uh....

Song Details
Movie
Raman Raghav 2.0
Artist
Ram Sampath
Music Directory
Ram Sampath
Music Label
T-Series
Singers
Nayantara Bhatkal
Lyricist
Varun Grover

more lyrics from Raman Raghav 2.0

Behooda
Paani Ka Raasta
Qatl-E-Aam