Ankhiyaan By Arjuna Harjai

nkhiyaan ne ankhiyaan nu
Rabb jaane kyun diye faasley
Ankhiyaan ne ankhiyaan nu
Rabb jaane kyun diye faasley

Rondiyan ne chham chham karke
Teri yaadon mein marke
Rondiyan ne chham chham karke
Teri yaadon mein marke
Bhul gayi’aan jindri de raaste

Ankhiyan ne ankhiyan nu
Rabb jaane kyun diye faasley
Ankhiyan ne ankhiyan nu
Rabb jaane kyun diye faasley

Duniya ki bheed mein
Main tanha si ho gayi
Paakar jo tujhko khoya
Khud hi main kho gayi

Duniya ki bheed mein
Main tanha si ho gayi
Paakar jo tujhko khoya
Khud hi main kho gayi

Kya bataun tere bin
Kajal se hai yeh din
Taare bhi bujhe bujhe
Hain raat mein

Ankhiyan ne ankhiyan nu
Rabb jaane kyun diye faasley
Ankhiyan ne ankhiyan nu
Rabb jaane kyun diye faasley

Raahon mein baithe baithe
Nain pathra gaye
Khushiyon ke honthon pe
Dard kaise aa gaye

Raahon mein baithe baithe
Nain pathra gaye
Khushiyon ke honthon pe
Dard kaise aa gaye

Sapne jo roothe roothe
Jud ke jo dil hai toote
Tooti hain lakeere
Bhi ye haath mein

Ankhiyaan ne ankhiyaan nu
Rabb jaane kyun diye faasley
Ankhiyaan ne ankhiyaan nu
Rabb jaane kyun diye faasley...

Song Details
Movie
Do Lafzon Ki Kahani
Artist
Arjuna Harjai
Music Directory
Arjuna Harjai
Music Label
Eros Now
Singers
Kanika Kapoor
Lyricist
Rakesh Kumar (Kumaar)

more lyrics from Do Lafzon Ki Kahani

Sehra
Ankhiyaan
Kuch To Hai
Jeena Marna