Moh moh ke dhaage
Moh moh ke dhaage
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se jaa uljhe
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se jaa uljhe
Koyi toh toh na laage
Kis tarah giraha yeh suljhe
Hai roam roam ek tara
Hai roam roam ek tara
Jo badalon mein se guzre
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se jaa uljhe
Koyi toh toh na laage
Kis tarah giraha yeh suljhe
Tu hoga zaraa paagal
Toone mujhko hai chuna
Tu hoga zaraa paagal
Toone mujhko hai chuna
Kaise toone an-kahaa
Toone an-kahaa sab suna
Tu hoga zaraa paagal
Toone mujhko hai chuna
Tu din chadhe, mein raat aana
Donon mil jaayein shamon ki tarah
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koyi toh toh na laage
Kis tarah girha yeh suljhe
Yeh teri jhooti baatein
Main saari maan lu
Ke teri jhooti baatein
Main saari maan lu
Aankhon se tere sach sabhi
Sab kuch abhi jaan lu
Ke teri jhooti baatein
Main saari maan lu
Tez hai bhara, behate se hum awara
Aa thaam ke saasein le yahaan
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koyi toh toh na laage
Kis tarah girha yeh suljhe...
Song Details
- Movie
- Dum Laga Ke Haisha
- Artist
- Anu Malik
- Music Directory
- Anu Malik
- Music Label
- YRF Music
- Singers
- Monali Thakur
- Lyricist
- Varun Grover