O Dilwalo Dil Ka Lagana By Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Jisne iss duniya me aakar
Dil na diya aur dil na liya
Jine ko sau saal jiya
Par ham toh kahenge khaakh jiya
O dilwaalo dil kaa lagaana achcha hai
Par kabhee kabhee
O dilwaalo dil kaa lagaana achcha hai
Par kabhee kabhee
Dil me kisee kaa pyaar basaana achcha hai
Par kabhee kabhee
Dil me kisee kaa pyaar basaana achcha hai
Par kabhee kabhee

Duniya me jo pyaar naa hota
Tum hee kaho kya hota
Duniya me jo pyaar naa hota
Tum hee kaho kya hota
Koyee naa thandee aahe bharta
Koyee naa dard ke maare rota
Koyee naa thandee aahe bharta
Koyee naa dard ke maare rota
Hasanewaalo aankh bahaana achcha hai
Par kabhee kabhee
Hasanewaalo aankh bahaana achcha hai
Par kabhee kabhee
O dilwaalo dil kaa lagaana achcha hai
Par kabhee kabhee

Shama naa ho toh
Parvaane ko kaun gale se lagaaye
Shama naa ho toh
Parvaane ko kaun gale se lagaaye
Shama naa ho toh
Paravaana kyon apna aap jalaaye
Shama naa ho toh
Paravaana kyon apna aap jalaaye
Kisee kee khatir jaan jalaana achcha hai
Par kabhee kabhee
Kisee kee khatir jaan jalaana achcha hai
Par kabhee kabhee
O dilwaalo dil kaa lagaana achcha hai
Par kabhee kabhee
Dil me kisee kaa pyaar basaana achcha hai
Par kabhee kabhee...

Song Details
Movie
Patanga
Artist
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Directory
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Label
Saregama
Singers
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Shamshad Begum
Lyricist
Rajendra Krishan

more lyrics from Patanga

Balam Tujhe Mera Salam
Dil Se Bhula Do Tum
Gore Gore Mukhde
Kabhi Khamosh Ho Jana
Mere Piya Gaye Rangun
Namaste Namaste
O Dilwalo Dil Ka Lagana
Pyar Ke Jahan Ki Nirali
Thukra Ke Mujhe Jane