Baharo Ne Jise Chheda Hai By Gyan Dutt

Baharo ne jise cheda hai
Wo saze jawani hai
Zamana sun raha hai jisko
Zamana sun raha hai jisko
Meri kahani hai
Baharo ne jise cheda

Kasam khake kisi ko jab
Kabhi apna banaunga
Chaman ki daliyo se
Laliya phulo ki launga
Sitaro ke chirago se
Phir is ghar ko sajaunga
Ke is ghar me ek
Nayi dunia basani hai
Chaman me sabne hi gaya
Tarana jindgani
Magar sabse alag tha
Rang meri hi jindgani ka
Fasana ik kadar rangin tha
Meri jawani ka
Ke jisne bhi suna
Kahne laga meri kahani hai
Baharo ne jise cheda

Koi samjhe na samjhe
Mai kahe deta hu dunia se
Ke mai dunia me hu
Matlab nahi rakhta hu dunia se
Kabhi kuch dil me aata hai
Mai kah deta hu dunia se
Meri aawaz hi meri kahani hai
Baharo ne jise cheda
Meri kahani hai
Baharo ne jise cheda...

Song Details
Movie
Sunehre Din
Artist
Gyan Dutt
Music Directory
Gyan Dutt
Music Label
Saregama
Singers
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist
Shewan Rizvi

more lyrics from Sunehre Din

Baharo Ne Jise Chheda Hai
Dil Do Nainon Mein
Dil Lagakar Unse
Hum Mast Dilo Ko Lekar
Jiya Ka Diya
Lo Ji Sun Lo Tumse Kahte Hai
Maine Dekhi Jag Ki Reet
Thandi Thandi Hawa Jo Aaye
Tum Sang Ankhiya Mila Ke
Umango Ke Din Beete Jaye