Aadmi Wo Hai Musibat Se By Vasant Desai

Aadmi wo hai musibat se
Pareshan na ho
Aadmi wo hai musibat se
Pareshan na ho
Koi mushkil nahi aisi ke
Jo aasan na ho
Koi mushkil nahi aisi ke
Jo aasan na ho
Aadmi wo hai musibat se
Pareshan na ho

Ye hamesha se hai takdir ki
Gardish ka chalan
Ye hamesha se hai takdir ki
Gardish ka chalan
Chand suraj ko bhi
Lag jata hai ek bar grahan
Chand suraj ko bhi
Lag jata hai ek bar grahan
Waqt ki dekh ke tabdiliya
Hairan na ho
Waqt ki dekh ke tabdiliya
Hairan na ho
Aadmi wo hai musibat se
Pareshan na ho

Ye hai duniya yaha
Din dhalta hai
Sham aati hai
Ye hai duniya yaha
Din dhalta hai
Sham aati hai
Subah har roz naya leke
Payam aati hai
Jani bujhi hui baato se
Tu anjan na ho
Jani bujhi hui baato se
tu anjan na ho
Aadmi wo hai musibat se
Pareshan na ho
Koi mushkil nahi aisi ke
Jo aasan na ho
Aadmi wo hai musibat se
Paresha na ho...

Song Details
Movie
Sheesh Mahal
Artist
Vasant Desai
Music Directory
Vasant Desai
Music Label
Saregama
Singers
Pushpa Hans
Lyricist
Behzad Lucknavi, Shams Lakhnavi

more lyrics from Sheesh Mahal

Aadmi Wo Hai Musibat Se
Aayi Hai Deewali
Husnwalon Ki Galiyon Mein
Jise Doondti Phirti Hai Meri Nazar
Muqaddar Ke Hathon