Rooun Main Sagar Kinare By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Rooun main sagar ke kinare
Sagar hasi udaye

Rooun main sagar ke kinare
Sagar hasi udaye

Rooun main sagar ke kinare
Sagar hasi udaye

Kya jaane ye chnachal lahare
Kya jaane ye chnachal lahare

Main hoon aag chhupae
Rooun main sagar ke kinare

Sagar hasi udaye
Rooun main sagar ke kinare

Main bhi itana dub chuka hoon
Main bhi itana dub chuka hoon

Kya teri gaharayi
Kaahe hod lagaye moh se

Kaahe hod lagaye
Rooun main sagar ke kinare

Sagar hasi udaye
Rooun main sagar ke kinare

Tujh me dube chand magar
Ik chand ne mujhe dubaya

Tujh me dube chand magar
Ik chand ne mujhe dubaya

Mera sab kuchh lut ke chhup gayi
Chandani raat ki maya

Mera sab kuchh lut ke chhup gayi
Chandani raat ki maya

Armaano ki chitah sajake
Armaano ki chitah sajake

Maine aag lagayi
Ab kya aag bujhaye meri

Ab kya aag bujhaye
Rooun main sagar ke kinare

Sagar hasi udaye
Rooun main sagar ke kinare...

Song Details
Movie
Nagina
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Chandru Atma (C. H. Atma)
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

more lyrics from Nagina

Ek Sitara Hai
Humse Koi Pyar Karo
Kaisi Khushi Ki Hai
My Dear Mummy Nahin Hai
Rooun Main Sagar Kinare
Tumko Apni Zindagi Ka
Tune Haye Mere Zakm
Yaad Aayi Hai