Mohabbat Mein Aise Zamane By Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Mohabbat mein aise zamane bhi aaye
Kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye

Mohabbat mein aise zamane bhi aaye
Kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye

Mohabbat ki aankho se ashko ko chunkar
Mohabbat ki aankho se ashko ko chunkar

Kisee ne falak pe sitaare sajaaye
Kisee ne falak pe sitaare sajaaye

Mohabbat me aise jamaane bhi aaye
Kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye

Mohabbat mein aise zamane bhi aaye
Kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye

Banaaya tha ik aashiya do dilo ne
Banaaya tha ik aashiya do dilo ne

Jamaane ki aandhee ne tinake udaaye
Jamaane ki aandhee ne tinake udaaye

Mohabbat mein aise zamane bhi aaye
Kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye

Mohabbat mein aise zamane bhi aaye
Kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye

Mohabbat jo ki hai toh fariyaad naa kar
Fariyaad naa kar

Mohabbat jo ki hai toh fariyaad naa kar
Fariyaad naa kar

Mohabbat pe iljaam aane naa paaye
Mohabbat pe iljaam aane naa paaye

Mohabbat mein aise zamane bhi aaye
Kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye

Mohabbat mein aise zamane bhi aaye
Kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye...

Song Details
Movie
Sagai
Artist
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Directory
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Lyricist
Rajendra Krishan

more lyrics from Sagai

Aankhon Se Jo Bhi
Daddy Ji Meri Mummy Ko
Dil Ki Kahani Kehna
Ek Din Lahore
Jhukti Hai Duniya
Mohabbat Ho Gayi
Mohabbat Mein Aise Zamane
O Baabu Kaise Dil