Kai Aise Bhi Ansu By Mohammed Zahur Khayyam

Kai aise bhi aasu hai
Jo aankho me nahi aate
Kai aise bhi aasu hai
Jo aankho me nahi aate
Bahut se raz aise
Jo samhjaye nahi jate
Kai aise bhi aasu hai
Jo aankho me nahi aate

Kayi dil tut jate to
Sada tak bhi nahi aate
Kayi dil tut jate to
Sada tak bhi nahi aate
Hazaro dard aise
Hai kasak jinki nahi jati
Kasak jinki nahi jati
Bahut se jakham aise
Hai jo dikhlaye nahi jate
Bahut se raz aise
Jo samhjaye nahi jate
Kai aise bhi aasu hai
Jo aankho me nahi aate

Koi mahfil ho dunia
Ki wahi hai dil ki tanhai
Koi mahfil ho dunia
Ki wahi hai dil ki tanhai
Na jane yad kya aaya
Hamari aankh bhar aayi
Na jane yad kya aaya
Hamari aankh bhar aayi
Ye kaise geet hai aye
Dil jo gaye bhi nahi jate
Bahut se raz aise
Jo samhjaye nahi jate
Kai aise bhi aasu hai
Jo aankho me nahi aate...

Song Details
Movie
Gul Sanobar
Artist
Mohammed Zahur Khayyam
Music Directory
Mohammed Zahur Khayyam
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Kaif Irfani

more lyrics from Gul Sanobar

Kabhi Tum Khwab Me Chupke Se
Kai Aise Bhi Ansu
Suno Ji Suno Jaani
Chala Aa Meri Mehfil Me
In Ankho Me Hai Pyar
Ise Na Aur Lootiye
Maa Ko Kabhi Na Bhool